SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikaale"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nikaale"
Nazm
shikwa
dil tujhe de bhii ga.e apnaa sila le bhii ga.e
aa ke baiThe bhii na the aur nikaale bhii ga.e
Allama Iqbal
Ghazal
baa.ndh kar sa.ng-e-vafaa kar diyaa tuu ne Garqaab
kaun aisaa hai jo ab Dhuu.nDh nikaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nikaale"
Sher
sab kii tarah tuu ne bhii mire aib nikaale
tuu ne bhii KHudaayaa mirii niyyat nahii.n dekhii
Shahzad Ahmad
Ghazal
in naa-tavaaniyo.n pe bhii the KHaar-e-raah-e-Gair
kyuu.n kar nikaale jaate na us kii galii se ham
Momin Khan Momin
Nazm
muflisi
ma.ashuuq apne paas na de us ko baiThne
aave jo raat ko to nikaale vahii.n use
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kabhii jo baat kahii thii tire ta'alluq se
ab us ke bhii ka.ii matlab nikaale jaate hai.n
Aabid Adeeb
Ghazal
dukh dard me.n hamesha nikaale tumhaare KHat
aur mil ga.ii KHushii to uchhaale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
bha.Daktii aag hai sho.alo.n me.n haath Daale kaun
bachaa hii kyaa hai mirii KHaak ko nikaale kaun
