SEARCH RESULTS
Showing search results for "pak.Do"
Sher MATCHES FOR "pak.Do"
Sher
raushnii vaalo.n ne dozaKH me.n bulaayaa hai mujhe
mirii jannat ke a.ndhero miraa daaman pak.Do
Akhtar Javed
Sher
pak.De jaate hai.n farishto.n ke likhe par naa-haq
aadmii ko.ii hamaaraa dam-e-tahriir bhii thaa
Mirza Ghalib
Sher
Aziz Nabeel
Sher
Ateeq Anzar
Sher
KHalaa me.n tairte phirte hai.n haath pak.De hu.e
zamii.n kii ek sadii ek saal suuraj kaa
Sanaullah Zaheer
Sher
dard-e-sar hai terii sab pand-o-nasiihat naaseh
chho.D de mujh ko KHudaa par na kar ab sar KHaalii
Mardan Ali Khan Rana
Sher
taraf ne band kiyaa hai har ik taraf se tujhe
taraf na pak.De to tujh ko hai.n le shumaar taraf
Qayem Chaandpuri
Sher
Sardar Saleem
Sher
Rais Farogh
Sher
pak.Dii ga.ii radiif to fauran ye kah diyaa
likhnaa kabhii thaa aur mai.n yahaa.n likh gayaa abhii
Dilawar Figar
Sher
raastii se tujh kuu.n karnaa hai nibaah
haath jo pak.Daa miraa dahnaa sajan