SEARCH RESULTS
Showing search results for "pak.Do"
Ghazal MATCHES FOR "pak.Do"
Ghazal
havaa ke sii.ng na pak.Do khade.D detii hai
zamii.n se pe.Do.n ke Taa.nke udhe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
ko.ii talvaar uThaa.o na hii neza pak.Do
qatl karne ko sanam tiir-e-nazar kaafii hai
Rizvan Anjum
Ghazal
pak.Do 'aziiz jaa.n se bhii kirdaar ko sabhii
u.nglii ko.ii uThe na ko.ii bhii savaal ho
Shahid Mahmood
Ghazal
pak.Do mirii zabaan to suurat se hoshiyaar
kholegii raaz ye sar-e-mahshar kahe baGair
Shauq Qidvai
Ghazal
haath pak.Do tum miraa chalte hai.n lambii walk par
rang u.Dtaa hai to u.D jaa.e bhale do chaar kaa
Imran Nazeer Maani
Ghazal
dhyaan se pak.Do baa.ns zindagii lachak rahii hai
KHvaabo.n kii rassii par man kaa naT jaataa hai
Madhurima Singh
Ghazal
ko.ii talvaar uThaa.o na hii neza pak.Do
qatl karne ko sanam tiir-e-nazar kaafii hai
Rizvan Anjum
Ghazal
Nawab Shahjahan Begum Shahjahan
Ghazal
pak.Do us ko aur KHud hii us kii taftiish karo
jo moTii gardan vaalaa hai tumhaaraa mulzim hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
pak.Daa hii gayaa huu.n to mujhe daar pe khii.ncho
sachchaa huu.n magar apnii vakaalat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
bahut lahro.n ko pak.Daa Duubne vaale ke haatho.n ne
yahii bas ek dariyaa kaa nazaara yaad rahtaa hai