SEARCH RESULTS
Showing search results for "pak.Do"
Nazm MATCHES FOR "pak.Do"
Nazm
urus-ul-bilad
chahal-pahal me.n bhi.Do.n jaisii bhanbhanaahat me.n
kisii ko pak.Do sar-e-raah maar do chaahe
Akhtarul Iman
Nazm
siyah sayon ki tishnagi mein
sahar kii naazuk havaa kii ujlii kalaa.ii pak.Do
badan kii piilii barahnagii ko bayaan kar do
Adil Mansuri
Nazm
apni zat ki chori
pak.Do pak.Do qaatil qaatil
nahr par muta.ayyan police chaukii ke musta.id amle ne
Yusuf Kamran
Nazm
pashemani
magar us ne rokaa na mujh ko manaayaa
na daaman hii pak.Daa na mujh ko biThaayaa
Kaifi Azmi
Nazm
ek makDa aur makkhi
ye baat kahii aur u.Dii apnii jagah se
paas aa.ii to mak.De ne uchhal kar use pak.Daa
Allama Iqbal
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
mai.n ne jaa pak.Daa use, dekhii hu.ii suurat thii
kis kaa hai mai.n ne kisii se puuchaa?
Akhtarul Iman
Nazm
use maine nahin dekha
sadaa ko kis ne pak.Daa hai
makaanii duuriyaa.n kaisii? zamaanii qurbate.n kaisii?
Abbas Tabish
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
gir gayaa tez havaa.o.n se agar tayyaara
pak.Daa jaataa hai musalmaan yahaa.n be-chaaraa
Khalid Irfan
Nazm
bint-e-lamhat
bhalaa kisii ne kabhii rang o buu ko pak.Daa hai
shafaq ko qaid me.n rakkhaa sabaa ko band kiyaa