SEARCH RESULTS
Showing search results for "qimaar-khaane"
Sher MATCHES FOR "qimaar-khaane"
Sher
dil bhii ajiib KHaana-e-vahdat-pasand thaa
is ghar me.n yaa to tuu rahaa yaa be-dilii rahii
Vipul Kumar
Sher
haveliyaa.n bhii hai.n kaare.n bhii kaar-KHaane bhii
bas aadmii kii kamii dekhtaa huu.n shahro.n me.n
Parveen Kumar Ashk
Sher
milegii aaKHirii KHaane me.n maut hii sab ko
bisaat-e-dahr pe paidal ho yaa ho phir vo savaar
Dinesh Kumar
Sher
ek qabristaan me.n ghar mil rahaa hai
jis me.n tah-KHaano.n se tah-KHaane lage hai.n
Dushyant Kumar
Sher
Insha Allah Khan Insha
Sher
jab apnaa dukh sunaa.uu.n qamar ke pidar ko mai.n
kahte hai.n dekh aag lagaa duu.ngaa ghar ko mai.n
Raja Mehdi Ali Khan
Sher
sunaa hai Gair kii mahfil me.n tum na jaa.oge
kaho to aaj sajaa luu.n Gariib-KHaane ko
Qamar Jalalvi
Sher
Obaidullah Aleem
Sher
haalat-e-haal se begaana banaa rakkhaa hai
KHud ko maazii kaa nihaa.n-KHaana banaa rakkhaa hai
Abbas Qamar
Sher
Raja Mehdi Ali Khan
Sher
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
kis vaaste la.Dte hai.n baham shaiKH-o-barahman
ka.aba na kisii kaa hai na but-KHaana kisii kaa