SEARCH RESULTS
Showing search results for "qimaar-khaane"
Ghazal MATCHES FOR "qimaar-khaane"
Ghazal
agar mai.n aaKHirii baazii na kheltaa 'az.har'
to KHaalii haath na aataa qimaar-KHaane se
Azhar Faragh
Ghazal
vo ek vaa'da jise nibhaane me.n chho.D aa.e
javaanii apnii qimaar-KHaane me.n chho.D aa.e
Iqbal Nadeem
Ghazal
ye 'umr mez hai gavayyaa qimaar-KHaane kii
bas ek jiit kii KHvaahish me.n haarne kaa 'amal
Nadeem Fazli
Ghazal
ajiib sehr thaa dil ke qimaar-KHaane me.n
tab uTh ke aa.e ki hastii bhii haar dii ham ne
Tariq Naeem
Ghazal
qimaar-KHaana-e-hastii me.n ek baazii par
tamaam umr lagaa dii to phir shikaayat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ai 'qamar' pech-o-KHam-e-raah pe chalnaa hai tujhe
har qadam par tire Thokar hai sa.nbhalnaa hogaa
Nazim Qamar
Ghazal
Qamruzzaman Qamar
Ghazal
sharaab-KHaane me.n jaa baiThe do gha.Dii ke liye
milii bhii ham ko jo fursat qimaar-baazii se
Safdar Mirzapuri
Ghazal
yahaa.n jo aa.egaa vo KHud ko haar jaa.egaa
qimaar-KHaana-e-jaa.n me.n nayaa nahii.n huu.n mai.n
Iftikhar Mughal
Ghazal
qimaar-KHaana-e-dil me.n KHayaal-e-ra.ngii.n se
jo shaKHs kheltaa rahtaa thaa taash kaisaa hai
Rahi Fidai
Ghazal
qimaar-KHaana-e-aalam se tajraba jo milaa
lagaa diyaa hai vo haasil bhii daav par ham ne
Om Krishn Rahat
Ghazal
KHuun-e-mazluum se aKHbaar ho.ii surKH 'qamar'
KHuun-aaluuda saveraa nahii.n dekhaa jaataa
Javed Qamer
Ghazal
uThiye qimaar-KHaana-e-hosh-o-havaas se
kyaa ho rahe hai.n kiijiye KHud par nazar janaab