SEARCH RESULTS
Showing search results for "saazish"
Sher MATCHES FOR "saazish"
Sher
mai.n aap apnii maut kii tayyaariyo.n me.n huu.n
mere KHilaaf aap kii saazish fuzuul hai
Shahid Zaki
Sher
Rajinder Manchanda Bani
Sher
'akmal' aaj kaa insaa.n kitnaa be-tahammul hai
dil me.n kuchh KHalish ubhrii aur daaG dii saazish
Akmal Imaam
Sher
gale lagaa ke ravaana bhii kar sakuu.n us ko
palaT ke aa.e to saazish kii muKHbirii bhii ho
Aqeel Abbas
Sher
KHud ko mumtaaz banaane kii dilii-KHvaahish me.n
dushman-e-jaa.n se milii merii anaa saazish me.n
Rahi Fidai
Sher
burii sarisht na badlii jagah badalne se
chaman me.n aa ke bhii kaa.nTaa gulaab ho na sakaa
Arzoo Lakhnavi
Sher
na sataa.ish kii tamannaa na sile kii parvaa
gar nahii.n hai.n mire ash.aar me.n ma.anii na sahii
Mirza Ghalib
Sher
'saif' andaaz-e-bayaa.n rang badal detaa hai
varna duniyaa me.n ko.ii baat na.ii baat nahii.n
Saifuddin Saif
Sher
Agha Sarosh
Sher
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai
Mirza Ghalib
Sher
Syed Sarosh Asif
Sher
Obaidur Rahman
Sher
aise lamhe bhii guzaare hai.n tirii furqat me.n
jab tirii yaad bhii is dil pe giraa.n guzrii hai
Saifuddin Saif
Sher
thakii thakii sii fazaa.e.n bujhe bujhe taare
ba.Dii udaas gha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o