SEARCH RESULTS
Showing search results for "saazish"
Ghazal MATCHES FOR "saazish"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
guu.nge nikal pa.De hai.n zabaa.n kii talaash me.n
sarkaar ke KHilaaf ye saazish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
be-samt havaa.o.n ne har lahr se saazish kii
KHvaabo.n ke jaziire kaa naqsha bhii nahii.n badlaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
nii.nd nahii.n aatii thii saazish ke dha.Dke me.n
faateh ho kar bhii kis darja buzdil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
kuchh to qismat kii hai saazish mirii barbaadii me.n
aur kuchh un kii bhii nazro.n kaa ishaara hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
mai.n aap apnii maut kii taiyaariyo.n me.n huu.n
mere KHilaaf aap kii saazish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
hai tere Gam kii Gam-e-rozgaar se saazish
kahaa.n kahaa.n dil-e-diivaana kaam aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kis liye bujhne lage avval-e-shab saare charaaG
aa.ndhiyo.n ne bhii agarche ko.ii saazish nahii.n kii
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
qissa-e-saazish-e-aGyaar kahuu.n yaa na kahuu.n
shikva-e-yaar-e-tarah-daar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chashm-e-siyaah-e-yaar se saazish hayaa kii hai
lailaa ke saath me.n ye sahelii balaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
baaG me.n ye na.ii saazish hai ki saabit ho jaa.e
barg-e-gul kaa KHas-o-KHaashaak se kam-tar honaa
Saleem Ahmed
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
ai chaa.nd is me.n terii bhii saazish zaruur hai
taare kidhar ga.e hai.n mire aasmaan ke