SEARCH RESULTS
Showing search results for "saazish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saazish"
Nazm
shayad
jazbo.n ke bairii vaqt kii saazish na ho ko.ii
tumhaare is tarah har lamha yaad aane se
Jaun Eliya
Ghazal
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saazish"
Sher
mai.n aap apnii maut kii tayyaariyo.n me.n huu.n
mere KHilaaf aap kii saazish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
be-samt havaa.o.n ne har lahr se saazish kii
KHvaabo.n ke jaziire kaa naqsha bhii nahii.n badlaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
nii.nd nahii.n aatii thii saazish ke dha.Dke me.n
faateh ho kar bhii kis darja buzdil thaa mai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
kuchh to qismat kii hai saazish mirii barbaadii me.n
aur kuchh un kii bhii nazro.n kaa ishaara hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
mai.n aap apnii maut kii taiyaariyo.n me.n huu.n
mere KHilaaf aap kii saazish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
hai tere Gam kii Gam-e-rozgaar se saazish
kahaa.n kahaa.n dil-e-diivaana kaam aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Nazm
ramaen ka ek sin
ye ja.al ye fareb ye saazish ye shor-o-shar
honaa jo hai sab us ke bahaane hai.n sar-ba-sar
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kis liye bujhne lage avval-e-shab saare charaaG
aa.ndhiyo.n ne bhii agarche ko.ii saazish nahii.n kii