aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Saifuddin Saif's Photo'

Saifuddin Saif

1922 - 1993 | Lahore, Pakistan

Pakistani poet and lyricist.

Pakistani poet and lyricist.

Saifuddin Saif

Ghazal 47

Nazm 6

Sher-o-Shayari 39

'saif' andāz-e-bayāñ rañg badal detā hai

varna duniyā meñ koī baat na.ī baat nahīñ

'saif' andaz-e-bayan rang badal deta hai

warna duniya mein koi baat nai baat nahin

  • Share this

shor din ko nahīñ sone detā

shab ko sannāTā jagā detā hai

shor din ko nahin sone deta

shab ko sannaTa jaga deta hai

aise lamhe bhī guzāre haiñ tirī furqat meñ

jab tirī yaad bhī is dil pe girāñ guzrī hai

aise lamhe bhi guzare hain teri furqat mein

jab teri yaad bhi is dil pe giran guzri hai

thakī thakī fazā.eñ bujhe bujhe taare

baḌī udaas ghaḌī hai zarā Thahar jaao

thaki thaki si fazaen bujhe bujhe tare

baDi udas ghaDi hai zara Thahar jao

tum ko begāne bhī apnāte haiñ maiñ jāntā huuñ

mere apne bhī parā.e haiñ tumheñ kyā ma.alūm

tum ko begane bhi apnate hain main jaanta hun

mere apne bhi parae hain tumhein kya malum

BOOKS 3

 

Image Shayari 1

 

Videos 19

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Saifuddin Saif

Saifuddin Saif

Saifuddin Saif

Saifuddin Saif

Saifuddin Saif

Saifuddin Saif

Saifuddin Saif

dar-parda jafaa.o.n ko agar jaan ga.e ham

Saifuddin Saif

va.ada

is se pahle ki terii chashm-e-karam Saifuddin Saif

qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o

Saifuddin Saif

qazaa kaa vaqt ruKHsat kii gha.Dii hai

Saifuddin Saif

Audios 11

Qareeb Maut khadi hai zara taher jao - Saifuddin Saif

aa.e the un ke saath nazaare chale ga.e

ham ko to gardish-e-haalaat pe ronaa aayaa

Recitation

More Poets From "Lahore"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now