SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfaraaz"
Sher MATCHES FOR "sarfaraaz"
Sher
us se kah do ki mujhe us se nahii.n milnaa hai
vo hai masruuf to be-kaar nahii.n huu.n mai.n bhii
Sarfaraz Khalid
Sher
raunaq-e-bazm nahii.n thaa ko.ii tujh se pahle
raunaq-e-bazm tire baa'd nahii.n hai ko.ii
Sarfaraz Khalid
Sher
aa.ine me.n kahii.n gum ho ga.ii suurat merii
mujh se miltii hii nahii.n shakl-o-shabaahat merii
Sarfaraz Khalid
Sher
dil jo TuuTaa hai to phir yaad nahii.n hai ko.ii
is KHaraabe me.n ab aabaad nahii.n hai ko.ii
Sarfaraz Khalid
Sher
Sarfaraz Shahid
Sher
kuchh mah-jabii.n libaas ke fashion kii dau.D me.n
paabandii-e-libaas se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Sher
iid par masruur hai.n dono.n miyaa.n biivii bahut
ik KHariidaarii se pahle ik KHariidaarii ke ba.ad
Sarfaraz Shahid
Sher
Sarfaraz Khalid
Sher
usii ke KHvaab the saare usii ko sau.np diye
so vo bhii jiit gayaa aur mai.n bhii haaraa nahii.n
Sarfaraz Khalid
Sher
mire hamraah kyuu.n vo shaKHs chalnaa chaahtaa hai
safar ke josh me.n kyaa aagahii gum ho ga.ii hai
Saleem Sarfaraz
Sher
apne hii saa.e se har gaam laraz jaataa huu.n
mujh se tai hii nahii.n hotii hai masaafat merii
Sarfaraz Khalid
Sher
der tak jaagte rahne kaa sabab yaad aayaa
tum se bichh.De the kisii mo.D pe ab yaad aayaa
Sarfaraz Khalid
Sher
milte ho to ab tum bhii bahut rahte ho KHaamosh
kyaa tum ko bhii ab merii KHabar hone lagii hai
Sarfaraz Khalid
Sher
ab mujh me.n ko.ii baat na.ii Dhuu.nDhne vaalo
ab mujh me.n ko.ii baat puraanii bhii nahii.n hai
Sarfaraz Khalid
Sher
na chaa.nd kaa na sitaaro.n na aaftaab kaa hai
savaal ab ke mirii jaa.n tire javaab kaa hai
Sarfaraz Khalid
Sher
usii se puuchho use nii.nd kyuu.n nahii.n aatii
ye us kaa kaam nahii.n hai to meraa kaam hai kyaa
Sarfaraz Khalid
Sher
Sarfaraz Khalid
Sher
ab jism ke andar se aavaaz nahii.n aatii
ab jism ke andar vo rahtaa hii nahii.n hogaa