SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfaraaz"
Ghazal MATCHES FOR "sarfaraaz"
Ghazal
tire karam kaa sazaa-vaar to nahii.n 'hasrat'
ab aage terii KHushii hai jo sarfaraaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
KHudaayaa rakhiyegaa duniyaa me.n sarfaraaz mujhe
mai.n pahle 'ishq ke pahle hii imtihaan me.n huu.n
Fauzia Mughal
Ghazal
faqiir dost jo ho ham ko sarfaraaz kare
kuchh aur farsh ba-juz boriyaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
abhii maujuud thii lekin abhii gum ho ga.ii hai
na jaane kis jahaa.n me.n zindagii gum ho ga.ii hai
Saleem Sarfaraz
Ghazal
sahraa ko.ii bastii ko.ii dariyaa hai ki tum ho
sab kuchh mirii nazro.n kaa tamaashaa hai ki tum ho
Sarfaraz Khalid
Ghazal
qaabiz rahaa hai dil pe jo sultaan kii tarah
aaKHir nikal gayaa shah-e-iiraan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
kaash mirii jabiin-e-shauq sajdo.n se sarfaraaz ho
yaar kii KHaak-e-aastaa.n taaj-e-sar-e-niyaaz ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vahii maqbuul leader aur diplomat hotaa hai
jo mu.nh se this kahe to us kaa matlab that hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Ghazal
halaak-e-teG-e-jafaa yaa shahiid-e-naaz kare
tiraa karam hai jise jaise sarfaraaz kare
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Sarfaraz Khalid
Ghazal
safar se aa.e to phir ik safar nasiib hu.aa
ki 'umr-bhar ke liye kis ko ghar nasiib hu.aa
Saleem Sarfaraz
Ghazal
munaaf.a mushtarak hai aur KHasaare ek jaise hai.n
ki ham dono.n kii qismat ke sitaare ek jaise hai.n
Sarfaraz Shahid
Ghazal
be-muravvat bevafaa bedard be-parvaa KHiraam
ja.ng-juu qattaal-vaz o sarfaraaz o sar-fagan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Sarfaraz Khalid
Ghazal
kis ne kahaa ki mujh ko ye duniyaa nahii.n pasand
bas saamne kaa tho.Daa saa hissa nahii.n pasand
Saleem Sarfaraz
Ghazal
tere hone se bhii ab kuchh nahii.n hone vaalaa
mujh me.n baaqii hii nahii.n hai ko.ii rone vaalaa
Sarfaraz Khalid
Ghazal
teGaa-e-dushmanaa.n se qalam ho rahe hai.n sar
lekin hai.n sarfaraaz saf-e-dushmanaa.n ke biich
Atif tauqeer
Ghazal
kuchh log rabt-e-KHaas se aage nikal ga.e
maataht apne boss se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Ghazal
hote jo aaj un kii nigaaho.n me.n sarfaraaz
ham ne to ko.ii kaam bhii aisaa nahii.n kiyaa