SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarfaraaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sarfaraaz"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kaasa kisii subuk-sar kaa
jo Gaasibo.n ko qasiido.n se sarfaraaz kare
Ahmad Faraz
Ghazal
tire karam kaa sazaa-vaar to nahii.n 'hasrat'
ab aage terii KHushii hai jo sarfaraaz kare
Hasrat Mohani
Nazm
hum gunahgar aurten
ki jin ke jismo.n kii fasl beche.n jo log
vo sarfaraaz Thahre.n
Kishwar Naheed
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sarfaraaz"
Ghazal
faqiir dost jo ho ham ko sarfaraaz kare
kuchh aur farsh ba-juz boriyaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Qita
allaah se kare duur to ta.aliim bhii fitna
imlaak bhii aulaad bhii jaagiir bhii fitna
Sarfaraz Bazmi
Sher
raunaq-e-bazm nahii.n thaa ko.ii tujh se pahle
raunaq-e-bazm tire baa'd nahii.n hai ko.ii
Sarfaraz Khalid
Sher
aa.ine me.n kahii.n gum ho ga.ii suurat merii
mujh se miltii hii nahii.n shakl-o-shabaahat merii
Sarfaraz Khalid
Sher
dil jo TuuTaa hai to phir yaad nahii.n hai ko.ii
is KHaraabe me.n ab aabaad nahii.n hai ko.ii
Sarfaraz Khalid
Sher
Sarfaraz Shahid
Sher
kuchh mah-jabii.n libaas ke fashion kii dau.D me.n
paabandii-e-libaas se aage nikal ga.e
Sarfaraz Shahid
Mazahiya
Sarfaraz Shahid
Sher
iid par masruur hai.n dono.n miyaa.n biivii bahut
ik KHariidaarii se pahle ik KHariidaarii ke ba.ad
Sarfaraz Shahid
Mazahiya
mai.n aadmii nahii.n dushman se saaz-baaz karuu.n
agar mai.n chaahuu.n to ahmaq ko sarfaraaz karuu.n