SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiirii.n"
Sher MATCHES FOR "shiirii.n"
Sher
bosa liyaa jo us lab-e-shiirii.n kaa mar ga.e
dii jaan ham ne chashma-e-aab-e-hayaat par
Ameer Minai
Sher
Nooh Narvi
Sher
Qalaq Merathi
Sher
Nizam Rampuri
Sher
shahd-o-shakar se shiirii.n urdu zabaa.n hamaarii
hotii hai jis ke bole miiThii zabaa.n hamaarii
Altaf Hussain Hali
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
lab-e-shiirii.n se agar ho na teraa lab shiirii.n
kohkan tuu bhii to ab daaman-e-kohsaar na chho.D
Qasim Ali Khan Afridi
Sher
har samt falak-bos pahaa.Do.n kii qataare.n
'KHusrav' hai na 'shiirii.n' hai na tesha hai na farhaad
Shohrat Bukhari
Sher
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
bul-havas go kare.n tere lab-e-shiirii.n par hujuum
talKH mat ho ki miThaa.ii se magas aatii hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Gair apne ho ga.e shiirii.n ho gar apnii zabaa.n
dost ho jaate hai.n dushman talKH ho jis kii zabaa.n
Unknown
Sher
talKH shikve lab-e-shiirii.n se maza dete hai.n
ghol kar shahd me.n vo zahr pilaa dete hai.n
Zaheer Dehlvi
Sher
talKH o shiirii.n be-takalluf jis ko piinaa aa gayaa
mai-kasho piinaa to piinaa us ko jiinaa aa gayaa
Mohammad Hasan Mohsin
Sher
ishq ke phande se bachiye ai 'haqiir'-e-KHasta-dil
is kaa hai aaGaaz shiirii.n aur hai anjaam talKH
Haqeer
Sher
Meer Kallu Arsh
Sher
sau baar bosa-e-lab-e-shiirii.n vo de to luu.n
khaane se dil miraa abhii shakkar nahii.n phiraa
Shah Naseer
Sher
chhe.Daa hai ek naGma-e-shiirii.n bhii kuu-ba-kuu
dil ne hilaal-e-iid kii taa.iid ke liye
Afroz Rizvi
Sher
sajde kaa sabab jaan ke shiirii.n hai pareshaa.n
farhaad ne kah Daalaa ke rab Dhuu.nD rahaa huu.n