SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiirii.n"
Nazm MATCHES FOR "shiirii.n"
Nazm
mere hamdam mere dost!
mai.n tujhe giit sunaataa rahuu.n halke shiirii.n
aabshaaro.n ke bahaaro.n ke chaman-zaaro.n ke giit
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindan ki ek sham
dil se paiham KHayaal kahtaa hai
itnii shiirii.n hai zindagii is pal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
online aashiq
net farhaad ko shiirii.n se milaa detaa hai
ishq insaan ko goggle pe biThaa detaa hai
Khalid Irfan
Nazm
tumhaare husn ke nam
agarche ta.ng hai.n auqaat saKHt hai.n aalaam
tumhaarii yaad se shiirii.n hai talKHi-e-aiyyaam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
nargis-e-naaz me.n vo nii.nd kaa halkaa saa KHumaar
vo mire naGma-e-shiirii.n kaa asar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
marsiye
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ai hiila-garaan-e-shahr-e-shiirii.n
aayaa huu.n pahaa.D kaaT kar mai.n
Ahmad Faraz
Nazm
pyar ka jashn
lab shiirii.n pe mirii tishna-labii kaa in.aam
jaane in.aam milegaa ki churaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
nashat-e-umid
talKH ko tuu chaahe to shiirii.n kare
bazm-e-azaa ko tarab-aagii.n kare
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm se rahtii hai paaband-e-shikan jis kii jabii.n
naaz se shaano.n par us kii zulf lahraatii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
haa.n jaam uThaa.o ki ba-yaad-e-lab-e-shiirii.n
ye zahr to yaaro.n ne ka.ii baar piyaa hai