SEARCH RESULTS
Showing search results for "shiirii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shiirii.n"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
har bazm me.n mauzuu-e-suKHan dil-zadagaa.n kaa
ab kaun hai shiirii.n hai ki lailaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
ham-suKHan tesha ne farhaad ko shiirii.n se kiyaa
jis tarah kaa ki kisii me.n ho kamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "shiirii.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shiirii.n"
Ghazal
har-chand mai.n huu.n tuuti-e-shiirii.n-suKHan vale
aa.iina aah mere muqaabil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul ban ke sairo.n me.n aur kaun shaamil thaa
shoKHi-e-sabaa se to baaliyaa.n nahii.n khultii.n
Parveen Shakir
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
man.a kyuu.n karte ho ishq-e-but-e-shiirii.n-lab se
kyaa maze kaa hai ye Gam dosto Gam khaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
hai vahii aariz-e-lailaa vahii shiirii.n kaa dahan
nigah-e-shauq gha.Dii bhar ko jahaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mile agar lab-e-shiirii.n kaa tere ik bosa
to lutf ho mujhe albatta yaar eid ke din