SEARCH RESULTS
Showing search results for "shoKHiyaa.n"
Sher MATCHES FOR "shoKHiyaa.n"
Sher
dil me.n samaa ga.ii hai.n qayaamat kii shoKHiyaa.n
do-chaar din rahaa thaa kisii kii nigaah me.n
Dagh Dehlvi
Sher
Mumtaz Aziz Nazan
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
har ek jaantaa hai ki mujh par nazar pa.Dii
kyaa shoKHiyaa.n hai.n us nigah-e-sehr-kaar me.n
Meer Mehdi Majrooh
Sher
sarso.n jo phuulii diida-e-jaam-e-sharaab me.n
bint-ul-anab se karne lagaa shoKHiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Sher
surKHiyaa.n KHuun me.n Duubii hai.n sab aKHbaaro.n kii
aaj ke din ko.ii aKHbaar na dekhaa jaa.e
Makhmoor Saeedi
Sher
aariz pe tere merii mohabbat kii surKHiyaa.n
merii jabii.n pe terii vafaa kaa Guruur hai
Khalilur Rahman Azmi
Sher
chehre pe jo likhaa hai vahii us ke dil me.n hai
pa.Dh lii hai.n surKHiyaa.n to ye aKHbaar phe.nk de
Shahzad Ahmad
Sher
surKHiyaa.n aKHbaar kii galiyo.n me.n Gul kartii rahii.n
log apne band kamro.n me.n pa.De sote rahe
Zubair Rizvi
Sher
apne desh me.n ghar ghar amn hai ki jhag.De hai.n
dekho roz-naamo.n kii surKHiyaa.n bataa.e.ngii
Bismil Naqshbandi
Sher
Ahtamam Sadiq
Sher
raadhaa ke saath saath hai.n sakhiyaa.n bhii baavrii
mohan kii baa.nsurii kaa yahii to kamaal hai
Raghvendra Dwivedi
Sher
jamaaliyaat kii shah-surKHiyaa.n bhii pa.Dh lenaa
kitaab-e-siina-e-doshiizgaa.n bhii pa.Dh lenaa
Zahoor Minhas
Sher
de kar fareb mujh ko gayaa thaa vo shoKH-tan
khaa kar fareb lauTaa to siine se lag gayaa