SEARCH RESULTS
Showing search results for "shoKHiyaa.n"
Nazm MATCHES FOR "shoKHiyaa.n"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
vo shoKHiyaa.n vo tabassum vo qahqahe na rahe
har ek chiiz ko hasrat se dekhtii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
holi
hasiin shoKHiyaa.n karte hu.e guzarte hai.n
jo choT se kabhii bachte the choT karte hai.n
Nazeer Banarasi
Nazm
diwali
is tarah se ha.nstii hai.n aaj diip-maalaa.e.n
shoKHiyaa.n kare.n jaise saath mil ke baalaa.e.n
Nazeer Banarasi
Nazm
tumhaari aankhen shararti hain
tumhaarii aa.nkhe.n sharaartii hai.n
hayaa bhii hai un me.n shoKHiyaa.n bhii
Muzaffar Warsi
Nazm
tauba-nama
vo havaa ke sard jho.nke shoKHiyaa.n karte hu.e
bin pii.e baa-mast kar dene kaa dam bharte hu.e
Hafeez Jalandhari
Nazm
dakan
jahaa.n kii zamii.n rashk-e-charKH-e-kuhan hai
jahaa.n shoKHiyaa.n hai.n adaa hai phaban hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
hai to hai
dhaul-dhappaa mauj mastii shoKHiyaa.n aThkheliyaa.n
apnaa kaarobaar phailaane kii hasrat hai to hai
Ataur Rahman Tariq
Nazm
suhag ki mehndi
muskuraatii sii kaa.enaat-e-ravaa.n
shoKHiyaa.n maa.il-e-tabassum sii
Afsar Azri
Nazm
uDne wale phul
KHuub aTkheliyaa.n kare.nge ye
naaz se shoKHiyaa.n kare.nge ye