SEARCH RESULTS
Showing search results for "shoKHiyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "shoKHiyaa.n"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
abhii sin hii kyaa hai jo bebaakiyaa.n ho.n
unhe.n aa.e.ngii shoKHiyaa.n aate aate
Dagh Dehlvi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
ye shoKHiyaa.n ye javaanii kahaa.n se laa.e.n ham
tumhaare husn kaa saanii kahaa.n se laa.e.n ham
Varun Anand
Ghazal
shoKHiyaa.n KHud hai.n parda-dar un kii
kyuu.n vo mu.nh ko chhupaa.e baiThe hai.n
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
phuul sii javaanii hai shoKHiyaa.n nahii.n achchhii
pattiyaa.n bikharne me.n der kitnii lagtii hai
Naseer Baloch
Ghazal
tire saath guzre hasiin lamho.n kii shoKHiyaa.n
vahii ra.ng-o-buu vahii raunaqe.n mire saath hai.n
Akhtar Shumar
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
husn kii shoKHiyaa.n zaraa dekho
gaah sho.ala hai gaah shabnam hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
mujh se hii puuchhte hai.n ye shoKHiyaa.n to dekho
mere 'jigar' ko kis ne diivaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
shoKHiyaa.n sharm-o-hayaa nuur ke saa.e jhele.n
'umr me.n pahle-pahal dekhe.n mukammal aa.nkhe.n
Shakeel Shamsi
Ghazal
ye shoKHiyaa.n tumhaarii likkhii hu.ii hai.n dil par
aaKHir kabhii to mere qaabuu me.n aa.iyegaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shoKHiyaa.n kaam na aa.ii.n to hayaa dhar legii
us ne aa.nkho.n ko ka.ii daav sikhaa.e hu.e hai.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
ye shoKHiyaa.n tirii is kam-sinii me.n ai zaalim
qayaamat aa.egii jis din shabaab aa.egaa