SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-gar"
Sher MATCHES FOR "sitam-gar"
Sher
hariif-e-teG-e-sitam-gar to kar diyaa hai tujhe
ab aur mujh se tuu kyaa chaahtaa hai sar mere
Irfan Siddiqi
Sher
mujh ko mazaa hai chhe.D kaa dil maantaa nahii.n
gaalii sune baGair sitam-gar kahe baGair
Dagh Dehlvi
Sher
kaam us se aa pa.Daa hai ki jis kaa jahaan me.n
leve na ko.ii naam sitam-gar kahe baGair
Mirza Ghalib
Sher
apnii zabaa.n to band hai tum KHud hii soch lo
pa.Dtaa nahii.n hai yuu.nhii sitam-gar kisii kaa naam
Qateel Shifai
Sher
KHuun se sii.nchii hai mai.n ne jo zamii.n mar mar ke
vo zamii.n ek sitam-gar ne kahaa us kii hai
Javed Akhtar
Sher
un se aur mujh se yahii shart-e-vafaa Thahrii hai
vo sitam Dhaa.e.n magar un ko sitam-gar na kahuu.n
Meer Soz
Sher
Unknown
Sher
kis ko fursat thii zamaane ke sitam sahne kii
gar na us shoKH kii aa.nkho.n kaa ishaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Sher
Anwari Jahan Begum Hijab
Sher
nuur-e-sahar kahaa.n hai agar shaam-e-Gam ga.ii
kab iltifaat thaa ki jo KHuu-e-sitam ga.ii
Mukhtar Siddiqui
Sher
haa.e vo haath bhii talvaar-e-sitam kaaT ga.ii
jo thaa aa.ndhii me.n charaaGo.n ko jalaane vaalaa