SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-gar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sitam-gar"
Sher
hariif-e-teG-e-sitam-gar to kar diyaa hai tujhe
ab aur mujh se tuu kyaa chaahtaa hai sar mere
Irfan Siddiqi
Ghazal
dil kiyaa dast-e-sitam-gar ke havaale ham ne
aa.ina kar diyaa patthar ke havaale ham ne
Aalam Nizami
Ghazal
Hasan Kamal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sitam-gar"
Ghazal
ham bhii ma.atuub tirii chashm-e-sitam-gar ke hu.e
haa.e jis dar se gurezaa.n the usii dar ke hu.e
Rehan Ahmed Tantray
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
vo sitam-gar hai KHayaalaat samajhne vaalaa
mujh se pahle mire jazbaat samajhne vaalaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
KHud aap-apnii zad me.n sitam-gar bhii aa.egaa
tum muntazir raho ki ye manzar bhii aa.egaa
Mansoor Usmani
Ghazal
sitam-gar ko mai.n chaara-gar kah rahaa huu.n
Galat kah rahaa huu.n magar kah rahaa huu.n