SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitam-gar"
Ghazal MATCHES FOR "sitam-gar"
Ghazal
dil kiyaa dast-e-sitam-gar ke havaale ham ne
aa.ina kar diyaa patthar ke havaale ham ne
Aalam Nizami
Ghazal
Hasan Kamal
Ghazal
rukne ke liye dast-e-sitam-gar bhii nahii.n thaa
afsos kisii haath me.n patthar bhii nahii.n thaa
Hilal Fareed
Ghazal
ham bhii ma.atuub tirii chashm-e-sitam-gar ke hu.e
haa.e jis dar se gurezaa.n the usii dar ke hu.e
Rehan Ahmed Tantray
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
vo sitam-gar hai KHayaalaat samajhne vaalaa
mujh se pahle mire jazbaat samajhne vaalaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
KHud aap-apnii zad me.n sitam-gar bhii aa.egaa
tum muntazir raho ki ye manzar bhii aa.egaa
Mansoor Usmani
Ghazal
sitam-gar ko mai.n chaara-gar kah rahaa huu.n
Galat kah rahaa huu.n magar kah rahaa huu.n
Shaad Aarfi
Ghazal
Ashutosh Tiwari
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Pushp Raj yadav
Ghazal
Meem Maroof Ashraf
Ghazal
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
hariif-e-teG-e-sitam-gar to kar diyaa hai tujhe
ab aur mujh se tuu kyaa chaahtaa hai sar mere
Irfan Siddiqi
Ghazal
shikva kabhii na yaar kaa laave.nge mu.nh pe ham
ham par jafaa-e-charKH-e-sitam-gaar ho so ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bhiik ma.ngvaa.ii faqiiro.n kii tarah shaaho.n ko
aisii niyyat tirii ai charKH-e-sitam-gaar phirii