SEARCH RESULTS
Showing search results for "taknaa"
Sher MATCHES FOR "taknaa"
Sher
Ada Jafarey
Sher
thaknaa bhii laazmii thaa kuchh kaam karte karte
kuchh aur thak gayaa huu.n aaraam karte karte
Zafar Iqbal
Sher
ek lamhe me.n bikhar jaataa hai taanaa-baanaa
aur phir umr guzar jaatii hai yakjaa.ii me.n
Ahmad Mushtaq
Sher
tumhaaraa naam aayaa aur ham takne lage rasta
tumhaarii yaad aa.ii aur khi.Dkii khol dii ham ne
Munawwar Rana
Sher
Saud Usmani
Sher
Takraa gayaa vo mujh se kitaabe.n liye hu.e
phir meraa dil aur us kii kitaabe.n bikhar ga.ii.n
Unknown
Sher
Javed Akhtar
Sher
Jaleel 'Aali'
Sher
har vaqt khilte phuul kii jaanib takaa na kar
murjhaa ke pattiyo.n ko bikharte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Sher
laasho.n me.n ek laash mirii bhii na ho kahii.n
taktaa huu.n ek ek ko chaadar uThaa ke mai.n
Shahid Zaki
Sher
mai.n to itnaa bhii samajhne se rahaa ho.n qaasir
raah takne ke sivaa aa.nkh kaa maqsad kyaa hai