SEARCH RESULTS
Showing search results for "taknaa"
Ghazal MATCHES FOR "taknaa"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sochtaa huu.n to kahaanii kii tarah lagtaa hai
raaste se miraa taknaa tiraa chhat par honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
so ga.e ham bhii ki be-kaar thaa rasta taknaa
us ko aanaa hii nahii.n thaa shab-e-va.ada yuu.n bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
nigaah-e-shauq se yuu.n Gair ko tiraa taknaa
'navaaz' aur nahii.n kuchh mujhe sataanaa thaa
Sarfraz Nawaz
Ghazal
Raghib Akhtar
Ghazal
paas baiThe duur taknaa vo bhii KHaamoshii ke saath
ye to ha.nste bolte lamhaat kii tauhiin hai
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
maidaan-e-imtihaan me.n ai be-Garaz mohabbat
dil kii zamiin tuu ne Takraa dii aasmaa.n se
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
saamne paa ke use duusrii jaanib taknaa
ye haqiiqat me.n hai.n 'shaahiin' sa.nbhaltii aa.nkhe.n
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
aaj mai.n aahanii diivaar se Takraa jaa.uu.n
aaj ik dost mujhe dene dilaasaa aayaa