SEARCH RESULTS
Showing search results for "taknaa"
Nazm MATCHES FOR "taknaa"
Nazm
bewa ki fariyaad
kabhii udhar se taaknaa kabhii udhar se dekhnaa
vo mere dil ke shauq ko mirii nazar se dekhnaa
Arsh Malsiyani
Nazm
mohabbat ek zarurat hai
KHvaab taknaa raah taknaa
aur phir ik din kisii kii raah me.n chupke se marnaa sab zaruurii hai
Najma Shaheen Khosa
Nazm
kal kya hoga
KHvaab me.n ab ke aa.nkh khulii to Gaur se taknaa
kal jab tum ne aa.nkh na kholii kal kyaa hogaa
Syed Mubarak Shah
Nazm
mahaul banane wale jumle
gum-sum huu.n mai.n
duur KHalaa me.n jaane kyaa taktaa rahtaa huu.n
Shariq Kaifi
Nazm
dastur
mai.n bhii KHaa.if nahii.n taKHta-e-daar se
mai.n bhii mansuur huu.n kah do aGyaar se
Habib Jalib
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
KHaak-bar-sar chalo KHuu.n-ba-daamaa.n chalo
raah taktaa hai sab shahr-e-jaanaa.n chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
baato.n baato.n me.n miraa zikr bhii le aa.e.nge