SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqvaa"
Sher MATCHES FOR "taqvaa"
Sher
zaahid ho aur taqvaa aabid ho aur musallaa
maalaa ho aur barhaman sahbaa ho aur ham ho.n
Taban Abdul Hai
Sher
zaahidaa zohd-o-riyaazat ho mubaarak tujh ko
kyuu.n ki taqvaa se miyaa.n merii to bahbuud nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
sitaare to.D liye ham ne zuhd-o-taqvaa ke
magar jo haqq-e-ibaadat thaa vo adaa na hu.aa
Kaleem Ahmadabadi
Sher
ham ko pata hai KHuub tumhaaraa hai zohd kyaa
ai mubtalaa-e-taqvaa-o-pindaar chup raho
Dr. Fauq Kareemi
Sher
sunaa hai us ko bahut se uchakke dekhte hai.n
so ham bhii daaman-e-taqvaa jhaTak ke dekhte hai.n
Ameerul Islam Hashmi
Sher
Saud Usmani
Sher
Ada Jafarey
Sher
Takraa gayaa vo mujh se kitaabe.n liye hu.e
phir meraa dil aur us kii kitaabe.n bikhar ga.ii.n
Unknown
Sher
Javed Akhtar
Sher
har vaqt khilte phuul kii jaanib takaa na kar
murjhaa ke pattiyo.n ko bikharte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Sher
laasho.n me.n ek laash mirii bhii na ho kahii.n
taktaa huu.n ek ek ko chaadar uThaa ke mai.n
Shahid Zaki
Sher
jaise viiraane se Takraa ke palaTtii hai sadaa
dil ke har goshe se aa.ii tirii aavaaz mujhe
Hafeez Jalandhari
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
khulii aa.nkho.n se bhii soyaa huu.n aksar
tumhaaraa raasta taktaa hu.aa mai.n