SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqvaa"
Ghazal MATCHES FOR "taqvaa"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
savaab-o-taa.at-o-taqvaa faziilat-o-alqaab
pa.De hu.e the kahii.n mai.n nashe se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
'momin' ye laaf-e-ulfat-e-taqvaa hai kyuu.n magar
dillii me.n ko.ii dushman-e-iimaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
daava-e-taqvaa kaa 'hasrat' kis ko aataa hai yaqii.n
aap aur jaate rahe.n piir-e-muGaa.n kii yaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
kaash zaahid ruKH-e-raushan se uThaa le.n vo naqaab
phir to kuchh rind kii rindii hai na taqvaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
shaiKH jii aa.o musallaa giro jaam karo
jins taqvaa ke ta.ii.n sirf mai-e-KHaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
arsa-e-hashr me.n hai aaj qayaamat kii giraft
ab bataa.e to ko.ii naazish-e-taqvaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
zohd-o-taqvaa o islaah-e-dar-husn-e-amal
kuchh nahii.n mujh me.n magar kyaa tirii rahmat bhii nahii.n