SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqvaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqvaa"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taqvaa"
Ghazal
'momin' ye laaf-e-ulfat-e-taqvaa hai kyuu.n magar
dillii me.n ko.ii dushman-e-iimaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Mazahiya
baada-e-tahziib-e-europe ke cha.Dhaa.o KHum ke KHum
asia ke shiisha-e-taqvaa ko kar do paash paash
Akbar Allahabadi
Naat
taqvaa adab qanaa.at KHauf-e-KHudaa itaa.at
biktaa hai aaKHirat kaa saudaa tirii galii me.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Non prevalent Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
daava-e-taqvaa kaa 'hasrat' kis ko aataa hai yaqii.n
aap aur jaate rahe.n piir-e-muGaa.n kii yaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
kaash zaahid ruKH-e-raushan se uThaa le.n vo naqaab
phir to kuchh rind kii rindii hai na taqvaa teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
shaiKH jii aa.o musallaa giro jaam karo
jins taqvaa ke ta.ii.n sirf mai-e-KHaam karo