SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-e-asraar-e-azal"
Sher MATCHES FOR "uqda-e-asraar-e-azal"
Sher
hai kaarvaan-e-qudsii-e-harf-e-azal ravaa.n
har jehl-o-zulm-o-zulmat-o-zer-o-zabar ke saath
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
Manmohan Talkh
Sher
abad ke dosh pe suu-e-azal chale hai.n ki ham
nayaa hii naqsh ko.ii dahr kaa banaate hai.n
Shariq Jamal
Sher
Allama Iqbal
Sher
roz-e-azal se saath hai islaam-o-kufr kaa
kab daana-haa-e-sub.ha se zunnaar rah gayaa
Imdad Ali Bahr
Sher
kii hai ustaad-e-azal ne ye rubaa.ii mauzuu.n
chaar unsur se khule ma.anii-e-pinhaa.n ham ko
Shah Naseer
Sher
aaj tak sub.h-e-azal se vahii sannaaTaa hai
ishq kaa ghar kabhii sharminda-e-mehmaa.n na hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Sher
kii hai ustaad-e-azal ne ye rubaa.ii mauzuu.n
chaar unsur ke sivaa aur hai insaan me.n kyaa
Shah Naseer
Sher
umr bhar khul nahii.n paate hai.n rumuuz-o-asraar
log kuchh saamne rah kar bhii nihaa.n hote hai.n
Quaiser Khalid
Sher
Mukhtar Siddiqui
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
naqqaash-e-azal ne to sar-e-kaaGaz-e-baad aah
kyaa KHaak likhaa umr kii ta.amiir kaa naqsha
Waliullah Muhib
Sher
Mohammad Wilayatullah
Sher
aa.nkho.n ko dekhne kaa saliiqa jab aa gayaa
kitne naqaab chehra-e-asraar se uThe