SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-e-asraar-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "uqda-e-asraar-e-azal"
Ghazal
kab kaun kahaa.n kis liye zanjiir-bapaa hai
ye uqda-e-asraar-e-azal kis pe khulaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
jo log nahii.n vaaqif-e-asraar-e-mohabbat
kyaa un kii nigaaho.n me.n ho me’yaar-e-mohabbat
Sharifuddin Nashir
Ghazal
ahl-e-duniyaa vaaqif-e-asraar-e-pinhaa.n ho ga.e
daastaan-e-Gam sunaa kar ham pashemaa.n ho ga.e
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
teraa har jalva hai aa.iina-e-asraar-e-azal
terii suurat me.n hai.n anvaar-e-ma.aanii sanamaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
yahaa.n shu.uur ke naaKHun to ham bhii rakhte hai.n
magar ye uqda-e-fikr-o-nazar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jo insaa.n baaryaab-e-parda-e-asraar ho jaa.e
to is baatil-kade me.n zindagii dushvaar ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
apnaa rahaa huu.n Gam ko ba.De ehtiraam se
roz-e-azal se ye mirii aadat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
le de ke ek dil thaa so us ko kahaa.n dimaaG
kholegaa kaun 'uqda-e-asraar kaun hai
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
samajh ga.e vo nasheb-o-faraaz ke asraar
buland koh kii choTii se jo utar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
khulne lagte hai.n nigaaho.n pe jab asraar-o-rumuuz
dil mujhe le ke kahii.n aur chalaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
usii nigaah-e-'inaayat kii den huu.n 'asraar'
ki jis nigah se Gazal ne dakan ko dekhaa thaa