SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-e-asraar-e-azal"
Nazm MATCHES FOR "uqda-e-asraar-e-azal"
Nazm
taqaza
jo saaz kabhii vaaqif-e-asraar-e-junuu.n thaa
us saaz kii rag rag se lahuu phuuT rahaa hai
Fareed Ishrati
Nazm
tulsidas
qaadir-e-mutlaq jo hai daanaa-e-asraar-o-kariim
bhejtaa hai rahnumaa.ii ke liye apnaa nadiim
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
chand ki fariyaad
chaa.nd ne mujh se kahaa ai shaa.er-e-fikr-e-azal
mere baare me.n bhii likh de ko.ii sanjiida Gazal
Khalid Irfan
Nazm
muraqqa-e-ibrat
jalva-e-husn-e-azal aa.e tasavvur me.n agar
gosha-e-dil me.n machalte hu.e armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
wahi
KHuub-o-naa-KHuub ‘amal kii ho girah vaa kyuu.nkar
gar hayaat aap na ho shaareh-e-asraar-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
programme
aur din ko vo sar-gashta-e-asraar-o-ma.aanii
shahr-e-hunar-o-kuu-e-bayaabaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
shri-kirishna
shaahid-e-maa’nii-e-asraar-e-zuhuur-e-qudrat
sab pe raushan thaa ki vo KHaas thaa nuur-e-qudrat
Bismil Allahabadi
Nazm
kisan
vaaris-e-asraar-e-fitrat faateh-e-ummiid-o-biim
mahram-e-aasaar-e-baaraa.n vaaqif-e-tab.a-e-nasiim
Josh Malihabadi
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
kabhii ye israar-e-harf-e-ulfat
ki chuum kar phir gale lagaa lo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sita
ajab hai.n ye asraar-e-rvasl-o-judaa.ii
ki manzil ko paa kar bhii manzil na paa.ii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
zindagi
roz-e-azal se ek tamaashe me.n gum the ham
naaraaz ho ga.e hai.n ab ik duusre se ham