SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-e-mushkil"
Sher MATCHES FOR "uqda-e-mushkil"
Sher
Shah Naseer
Sher
hariif-e-matlab-e-mushkil nahii.n fusuun-e-niyaaz
du.aa qubuul ho yaa rab ki umr-e-KHizr daraaz!
Mirza Ghalib
Sher
yuu.n to bahut hai mushkil band-e-qabaa kaa khulnaa
jo khul gayaa to phir ye uqda khulaa rahegaa
Ahmad Mahfuz
Sher
shaayad kisii ne yaad kiyaa hai hame.n 'adaa'
kyo.n varna ashk maa.il-e-tuufaa.n hai aaj phir
Ada Jafarey
Sher
Ada Jafarey
Sher
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Sher
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Sher
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Sher
meraa ra.nj-e-mustaqil bhii jaise kam saa ho gayaa
mai.n kisii ko yaad kar ke taaza-dam saa ho gayaa