SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-e-mushkil"
Nazm MATCHES FOR "uqda-e-mushkil"
Nazm
ilm ki zarurat
nigaah-e-Gaur se dekho agar haalaat-e-insaanii
to ho saktaa hai hal ye uqda-e-mushkil ba-aasaanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
marhum bachche ki yaad
aaj apnii aaKHirii manzil pe hai fikr-e-rasaa
aaj aaKHir uqda-e-zauq-e-suKHan vaa ho gayaa
Siraj Lakhnavi
Nazm
achchhi kitab
is ke dam se ham pe vaazeh uqda-e-marg-o-hayaat
is ke dam se ham pe raushan hai jahaan-e-kaa.enaat
Ata Abidi
Nazm
tere baad
bahs rahtii thii ki hai kaun vafaa kaa paaband
haif ye uqda-e-sar-basta khulaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
nala-e-firaq
khol degaa dasht-e-vahshat uqda-e-tadiir ko
to.D kar pahu.nchuu.ngaa mai.n punjab kii zanjiir ko
Allama Iqbal
Nazm
sirr-e-hasti
raaz huu.n diida-e-idraak se pinhaa.n huu.n mai.n
laakh sar maaraa magar uqda-e-ma.anii na khulaa
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
alamiya
ik jihaad-e-mustaqil ho yaa gurez-e-mustaqil
apnii naadaarii ke haatho.n aadmii hai munfa.il