SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-e-mushkil"
Ghazal MATCHES FOR "uqda-e-mushkil"
Ghazal
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
Shaikh Hasan Mushkil Afkari
Ghazal
Shaikh Hasan Mushkil Afkari
Ghazal
'mushkil' agarche azm kare.n puKHtagii ke saath
nazm-e-chaman badal ke rahe.n aaj hii se ham
Shaikh Hasan Mushkil Afkari
Ghazal
Shaikh Hasan Mushkil Afkari
Ghazal
yaa.n rah ga.e hai.n naaKHun-e-tadbiir TuuT kar
jauhar-tilism-e-uqda-e-mushkil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
ai aah merii KHaatir-e-vaabasta ke sivaa
duniyaa me.n ko.ii uqda-e-mushkil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe ye Dar hai har har uzv meraa dil na ban jaa.e
mohabbat kaa ye uqda uqda-e-mushkil na ban jaa.e
Amjad Najmi
Ghazal
saaqii kii ek hii nigah-e-iltifaat me.n
mushkil hamaaraa uqda-e-mushkil nahii.n rahaa
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
Guncha kahuu.n yaa durj-e-guhar tere dahan ko
khulnaa nahii.n is uqda-e-mushkil ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
haa.e re haa.e tirii uqda-kushaa.ii ke maze
tuu hii khole jise vo uqda-e-mushkil denaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
vaa.e qismat pa.D ga.ii kaisii girah-e-taqdiir me.n
uqda-e-mushkil nazar aatii hai aasaanii mujhe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
aasaan hai.n jo naaKHun-e-taqdiir tez hai
matlab hamaare uqda-e-mushkil hu.e to kyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ye baat kyaa ki uqda-e-mushkil na khul sake
pahu.nchaa nahii.n uruuj pe diivaana-pan abhii
Musavvir Karanjavi
Ghazal
momin ke saath sirf KHudaa hai sanam nahii.n
us bekasii ko uqda-e-mushkil kaa hal na likh
Sahba Akhtar
Ghazal
hairaan hai.n ham us ke mu.ammaa-e-dahan me.n
kyuu.n-kar khule ye uqda-e-mushkil nahii.n ma.aluum