SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaah-vaa"
Sher MATCHES FOR "vaah-vaa"
Sher
sattaa bhii vahii zulm vahii vo hii sitam jaur
muflis kii bhii hai maa.ng vahii aur ko.ii aur
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
furqat me.n kaar-e-vasl liyaa vaah vaah se
har aah-e-dil ke saath ik armaa.n nikal gayaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
har chand 'vahshat' apnii Gazal thii girii hu.ii
mahfil suKHan kii guu.nj uThii vaah vaah se
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
yaar ke aage pa.Dhaa ye reKHta jaa kar 'naziir'
sun ke bolaa vaah-vaah achchhaa kahaa achchhaa kahaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
shaa.er ko mast kartii hai taariif-e-sher 'amiir'
sau botalo.n kaa nashsha hai is vaah vaah me.n
Ameer Minai
Sher
jha.Dtii hai.n un ke mu.nh se jo manzuum gaaliyaa.n
sun sun ke vaah vaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Haji Laq Laq
Sher
mahfil me.n kar rahe hai.n raqiibo.n ko vo salaam
vaa-laikumussalaam kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Unknown
Sher
har-chand tujhe sabr nahii.n dard va-lekin
itnaa bhii na miliyo ki vo badnaam bahut ho
Khwaja Meer Dard
Sher
vaa hote hai.n mastii me.n KHaraabaat ke asraar
rindii miraa iimaan hai mastii hai miraa farz
Sahir Dehlavi
Sher
Syed Amin Ashraf
Sher
basaan-e-aa.ina ham ne to chashm vaa kar lii
jidhar nigaah kii saaf us ko barmalaa dekhaa