SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaah-vaa"
Ghazal MATCHES FOR "vaah-vaa"
Ghazal
jis siraaj-e-ajmalii se thii.n umiide.n be-shumaar
vo bhii nazr-e-vaah-vaa ho jaa.egaa sochaa na thaa
Siraj Ajmali
Ghazal
mu.nh banaa merii taraf aa.iine kaa bosa liyaa
vaah vaa achchhii tarah se roz Dahkaate ho tum
Meer Soz
Ghazal
har ik himaaqat-e-haakim pe vaah-vaa kahiye
vo laakh jhuuTh kahe aap marhabaa kahiye
Sada Ambalvi
Ghazal
merii ruudaad-e-Gam khaa ga.ii hai mujhe
sun.ne vaalo.n ne to vaah-vaa kah diyaa
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
dil mahv-e-iztiraab to lab sirf vaah vaa
kitne maze kii hai KHalish-e-intizaar aaj
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
zor dikhlaa rahaa hai kyaa kyaa ra.ng
vaah vaa ai jahaan-e-ra.ngaa-ra.ng
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
marne vaale kar ke aa.nkhe.n band qabro.n me.n ga.e
vaah-vaa kis shaan se aa.ii javaanii aap kii
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
ishq aur aap vaah safii' vaah-vaah-vaa
Gam aur haa.e zindagii-e-musta.aar me.n