SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaah-vaa"
Nazm MATCHES FOR "vaah-vaa"
Nazm
jamuna
ai KHushaa qismat tirii jamunaa KHushaa tere nasiib
vaah-vaa tere muqaddar vaah-vaa tere nasiib
Suroor Jahanabadi
Nazm
rishwat
un kii KHaatir sub.h hote hii nahaarii vaah vaa
aur ham chaaTaa kare.n iimaan-daarii vaah vaa
Josh Malihabadi
Nazm
phul aur kanTa
kii na uf tak agarche aa.ii KHaraash
aafrii.n KHuub vaah-vaa shaabaash
Nishtar Jalandhari
Nazm
raushni ka charagh
vaah-vaa ho ga.ii jahaa.n bhar me.n
kyaa milaa mujh ko aah ke badle
Anjum Azmi
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
shaa.er ne jab bayaaz nikaalii jahaaz me.n
guu.njii hai.n ''vaah-vaa'' kii sadaa.e.n hijaaz me.n
Khalid Irfan
Nazm
abba ki ainak
abbaa ye kahne paa.e the ki bas usii jagah
itne me.n ammii bol uThii.n KHuub vaah vaa
Adil Jafari
Nazm
paisa
vaah-vaa kar ke kahaa mai.n ne ye hogaa kis kaa
aql ne jab mujhe chupke se kahaa paise kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHidmat-e-adab
le le ke gaTkarii jo sunaate hai.n vo kalaam
u.Dte hai.n vaah vaah ke na.aro.n se saqf-o-baam
Raza Naqvi Vahi
Nazm
tum kahte ho kawita likh do
vaah vaah ke mai-KHaano.n me.n dhut
ghar le kar aanaa pa.Dtaa hai
Sunayana Kachroo
Nazm
pyari pyari sabziyan
sabz paalak aur vo sarso.n kaa saag
saath makkhan aur makaii vaah vaah janaab