SEARCH RESULTS
Showing search results for "vazn"
Sher MATCHES FOR "vazn"
Sher
vazn har chiiz kii tauqiir ba.Dhaa detaa hai
zindagii bojh sahii phir bhii uThaa.e rakhiye
Taj Bhopali
Sher
Mohammad Ahmad Ramz
Sher
jo husn-o-ishq kaa ham-vazn imtihaa.n Thahraa
vo be-dahan nazar aayaa me.n be-zabaa.n Thahraa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Sher
nahii.n hai bahr me.n be-vazn hai 'rahiim' magar
hamaarii shaa.irii sur me.n hai aur taal me.n hai
Rauf Raheem
Sher
miizaan-e-adaalat hai.n mire diida-e-pur-aab
ham-vazn har aa.nsuu kaa har aa.nsuu nazar aayaa
Naseem Dehlvi
Sher
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vazuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Sher
Allama Iqbal
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
na namaaz aatii hai mujh ko na vazuu aataa hai
sajda kar letaa huu.n jab saamne tuu aataa hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
ma.ashuuq se bhii ham ne nibhaa.ii baraabarii
vaa.n lutf kam hu.aa to yahaa.n pyaar kam hu.aa
Momin Khan Momin
Sher
hotii nahii.n hai yuu.nhii adaa ye namaaz-e-ishq
yaa.n shart hai ki apne lahuu se vazuu karo
Khalilur Rahman Azmi
Sher
Imdad Ali Bahr
Sher
KHudaa ko kaam to sau.npe hai.n mai.n ne sab lekin
rahe hai KHauf mujhe vaa.n kii be-niyaazii kaa
Meer Taqi Meer
Sher
us anjuman-e-naaz kii kyaa baat hai 'Gaalib'
ham bhii ga.e vaa.n aur tirii taqdiir ko ro aa.e
Mirza Ghalib
Sher
aaj vaa.n teG o kafan baa.ndhe hu.e jaataa huu.n mai.n
uzr mere qatl karne me.n vo ab laave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Sher
mohabbate.n na rahii.n us ke dil me.n mere liye
magar vo miltaa thaa ha.ns kar ki vaz.a-daar jo thaa