SEARCH RESULTS
Showing search results for "vazn"
Ghazal MATCHES FOR "vazn"
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
phir mujhe vazn kiyaa jaa.e shahaadat ke liye
phir adaalat me.n ko.ii le ke taraazuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
hamaare vazn-e-mohabbat me.n kuchh ho farq to ab
phir imtihaa.n kii taraazuu me.n tauliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baaT hii dil ke judaa ho.n to bhalaa kaun aaKHir
kis kaa ham-vazn ba-miizaan-e-mataalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
udaasii vazn rakhtii hai jagah bhii ghertii hai
hame.n kamre ko KHaalii chho.D kar jaanaa pa.Degaa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jo toliye ise kaunain kii taraazuu me.n
garaa.n ho vazn me.n na aasiyaa se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
vazn ab un kaa mu.ayyan nahii.n ho saktaa kuchh
barf kii tarah musalmaan ghule jaate hai.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
apnaa bhii vazn kar na sake log aur ham
ruuh-e-varaa-e-ruuh ko bhii tolte rahe
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Haneef Asadi
Ghazal
phir mujhe vazn kiyaa jaa.e shahaadat ke liye
phir adaalat me.n ko.ii le ke taraazuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
bojh ashko.n kaa uThaa letii hai.n palke.n merii
phuul ke vazn se kab shaaKH-e-shajar TuuTtii hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
aadmii ho ki KHudaa sab kaa baraabar hai vazn
ishq ne ek hii paimaana banaa rakkhaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Shokh Ji
Ghazal
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
paikar-e-KHaak hai.n aur KHaak me.n hai saql bahut
jism kaa vazn talab ham se sa.nbhaltaa hii nahii.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
nasha u.Daan kaa aise utarne vaalaa nahii.n
kuchh aur vazn mire baal-o-par me.n rakkhaa jaa.e
Tariq Naeem
Ghazal
hamaare qalb-o-jigar ko lahuuluhaan kiyaa
ba.Daa hii vazn thaa us bevafaa ke patthar me.n