SEARCH RESULTS
Showing search results for "vazn"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vazn"
Ghazal
taKHmiina-e-havaadis-e-tuufaa.n ke saath saath
batn-e-sadaf me.n vazn-e-gohar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Sher
vazn har chiiz kii tauqiir ba.Dhaa detaa hai
zindagii bojh sahii phir bhii uThaa.e rakhiye
Taj Bhopali
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
thaame hu.e maslahat kii miizaan
har sher kaa vazn taulte ho
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "vazn"
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
tamaam raste, tamaam buujhe savaal, be-vazn ho chuke hai.n
javaab, taariiKH ruup dhaare
Noon Meem Rashid
Ghazal
hamaare vazn-e-mohabbat me.n kuchh ho farq to ab
phir imtihaa.n kii taraazuu me.n tauliye saahib
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baaT hii dil ke judaa ho.n to bhalaa kaun aaKHir
kis kaa ham-vazn ba-miizaan-e-mataalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
udaasii vazn rakhtii hai jagah bhii ghertii hai
hame.n kamre ko KHaalii chho.D kar jaanaa pa.Degaa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
jo toliye ise kaunain kii taraazuu me.n
garaa.n ho vazn me.n na aasiyaa se daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
bataa
bojhal saa.e pe kitnaa vazn rakhaa gayaa thaa