SEARCH RESULTS
Showing search results for "zehn-e-karbalaa"
Sher MATCHES FOR "zehn-e-karbalaa"
Sher
vaqaar-e-KHuun-e-shahiidaan-e-karbalaa kii qasam
yaziid morcha jiitaa hai ja.ng haaraa hai
Divakar Rahi
Sher
Ejaz Ansari
Sher
milii na ham ko shahaadat to kyaa ye kyaa kam hai
ki saarii 'umr rah-e-karbalaa pe chalte rahe
Haneef Najmi
Sher
mujhe vo chho.D kar jab se gayaa hai intihaa hai
rag-o-pai me.n fazaa-e-karbalaa hai intihaa hai
Tahir Adeem
Sher
tanhaa kha.Daa huu.n mai.n bhii sar-e-karbalaa-e-asr
aur sochtaa huu.n mere taraf-daar kyaa hu.e
Mohsin Ehsan
Sher
Josh Malihabadi
Sher
jaise jaise aagahii ba.Dhtii ga.ii vaise 'zahiir'
zehn o dil ik duusre se munfasil hote ga.e
Zaheer Siddiqui
Sher
zehn o dil ke faasle the ham jinhe.n sahte rahe
ek hii ghar me.n bahut se ajnabii rahte rahe
Iffat Zarrin
Sher
rahtaa hai zehn o dil me.n jo ehsaas kii tarah
us kaa ko.ii pataa bhii zaruurii nahii.n ki ho
Tahir Azeem
Sher
Ishrat Afreen
Sher
phir masaa.il ke yaziid aa.e hai.n bai'at lene
garm phir ma.arka-e-karb-o-balaa hai mujh me.n
Mehboob Rahi
Sher
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sher
saal-e-nau aataa hai to mahfuuz kar letaa huu.n mai.n
kuchh puraane se calender zehn kii diivaar par
Azad Gulati
Sher
aa hii jaataa thaa KHayaal-e-Gair mere zehn me.n
'ain mauqa' par tumhaarii yaad ne khaTkaa kiyaa