SEARCH RESULTS
Showing search results for "zehn-e-karbalaa"
Nazm MATCHES FOR "zehn-e-karbalaa"
Nazm
marsiya kya hai
marsiyo.n me.n mile manzar-e-karbalaa
jhuuT aur sach kaa hai bachcho ik ma.arka
Hafiz Karnataki
Nazm
allama iqbaal
har dam madiina-o-najaf-o-karbalaa kii fikr
teraa kahaa.n javaab mohabbat ke fan me.n thaa
Habeeb Jaunpuri
Nazm
tazad
yaziid naqsha-e-jaur-o-jafaa banaataa hai
husain us me.n KHat-e-karbalaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
aurat
zehn-e-naa-puKHta kii ruuThii hu.ii taqdiir hai tuu
dard kaa saaz hai aur soz kii taasiir hai tuu
Bismil Aazmi
Nazm
jadid shaeri
mai.n thaa jadiid shaa.erii karne ke mood me.n
zehn-e-rasaa se raat taKHayyul u.Daa rahaa
Hilal Rizvi
Nazm
aaseb
suhaanaa naam apnii kaa.enaat-e-zehn-o-dil kaa
ye merii kaa.enaat-e-zehn-o-dil bhii
Ram Parkash Rahi
Nazm
makin hi ajib hain
aasmaa.n pe abr ban ke chhaa ga.ii
kahaa.n se zehn-e-naa-rasaa me.n
Zaheer Siddiqui
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
kii hai ye bandish zehn-e-rasaa ne
ko.ii maane KHvaah na maane
Akbar Allahabadi
Nazm
saut-e-nadida
ek halchal sii zehn-o-dil me.n machii
aur nazar ik maqaam Tiktii nahii.n
Yaqoob Tasawwur
Nazm
KHuddari
Gairat-e-muKHlis halaak-e-jazba-e-pindaar ho
ai hariif-e-zehn-o-dil bedaar ho bedaar ho