SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziyaafat"
Sher MATCHES FOR "ziyaafat"
Sher
kyaa fikr-e-aab-o-naan ki Gam kah rahaa hai ab
maujuud huu.n ziyaafat-e-dil aur jigar ko mai.n
Ismail Merathi
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
jalve kaa tere vo aalam hai ki gar kiije KHayaal
diida-e-dil ko ziyaarat-gaah-e-hairaanii kare
Mirza Ghalib
Sher
'amiir' jaate ho but-KHaane kii ziyaarat ko
pa.Degaa raah me.n ka.aba salaam kar lenaa
Ameer Minai
Sher
aa.ii jo ruuh-e-lailaa ziyaarat ko qais kii
dii ishq ne qanaat ba-gard-e-mazaar baa.ndh