SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziyaafat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ziyaafat"
Nazm
tel ke saudagar
bisaat-e-ziyaafat kii KHaakistar-e-soKHta ke kinaare
bahaa.oge aa.nsuu!
Noon Meem Rashid
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
ziyaafat karnaa
ज़ियाफ़त करना ضِیافَت کَرنا
give a feast, entertain, banquet, treat
ziyaafat denaa
ज़ियाफ़त देना ضِیافَت دینا
to invite, give a feast, throw a party
MORE MATCHES FOR "ziyaafat"
Ghazal
'naziir' yaar kii ham ne jo kal ziyaafat kii
pakaayaa qarz ma.ngaa kar polaav aur quliyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ai Gam-e-dost ziyaafat mai.n tirii kyaa kartaa
ek KHuraak se raashan hii ziyaada na milaa
Shauq Bahraichi
Nazm
diwali aai
dasht me.n raam ne shabrii kii ziyaafat khaa.ii
bhiilnii ke yahaa.n khaane me.n bhii inkaar na thaa
kanval Dibaivi
Ghazal
aaj kii shab kisii bhuuke kii ziyaafat kar de
ghar me.n tere nahii.n 'ahsan' ko.ii mehmaa.n na sahii
Ahsan Aazmi
Ghazal
tavangaro.n kii ziyaafat ko jaan jaa.oge
zaraa ye qiimtii kap.De badal ke dekho to
Muhibur Rahman Wafa
Ghazal
aa.nkhe.n taras ga.ii.n tumhe.n dekhe hu.e magar
ghar qaabil-e-ziyaafat-e-mehmaa.n rahaa nahii.n
Aziz Hamid Madni
Nazm
din
chiirtii hai.n nanhe bachcho.n kaa dil
apnii kisii ziyaafat me.n pesh karne ke liye
Azra Abbas
Nazm
mehman-dari
karnaa hai jo saamaan-e-ziyaafat ko faraaham
aa aa ke mire kaan me.n kuchh kahtii hai.n begam
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
aafat machchharon ki
dete hai.n hasb-e-aadat biimaariyo.n ko daavat
kar kar ke ham ziyaafat din-raat machchharo.n kii
Mehboob Rahi
Sher
kyaa fikr-e-aab-o-naan ki Gam kah rahaa hai ab
maujuud huu.n ziyaafat-e-dil aur jigar ko mai.n
Ismail Merathi
Ghazal
tanhaa.iyo.n ne farz-e-ziyaafat adaa kiyaa
kal raat apne ghar hii me.n mai.n mehmaan thaa

