SEARCH RESULTS
Showing search results for "ziyaafat"
Ghazal MATCHES FOR "ziyaafat"
Ghazal
kyaa fikr-e-aab-o-naan ki Gam kah rahaa hai ab
maujuud huu.n ziyaafat-e-dil aur jigar ko mai.n
Ismail Merathi
Ghazal
'naziir' yaar kii ham ne jo kal ziyaafat kii
pakaayaa qarz ma.ngaa kar polaav aur quliyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ai Gam-e-dost ziyaafat mai.n tirii kyaa kartaa
ek KHuraak se raashan hii ziyaada na milaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
aaj kii shab kisii bhuuke kii ziyaafat kar de
ghar me.n tere nahii.n 'ahsan' ko.ii mehmaa.n na sahii
Ahsan Aazmi
Ghazal
tavangaro.n kii ziyaafat ko jaan jaa.oge
zaraa ye qiimtii kap.De badal ke dekho to
Muhibur Rahman Wafa
Ghazal
aa.nkhe.n taras ga.ii.n tumhe.n dekhe hu.e magar
ghar qaabil-e-ziyaafat-e-mehmaa.n rahaa nahii.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
tanhaa.iyo.n ne farz-e-ziyaafat adaa kiyaa
kal raat apne ghar hii me.n mai.n mehmaan thaa
Kausar Siddiqi
Ghazal
vaqt ne kar diyaa 'ahmad' hame.n masruuf bahut
baiTh kar saath ziyaafat bhii nahii.n kar sakte
Ahmed Arsalan
Ghazal
tai mai.n ne kiyaa din kaa safar jis kii havas me.n
dekhaa to vahii raat ziyaafat me.n nahii.n thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
KHaaro.n kii ziyaafat kaa to saamaan kiyaa hai
sahraa ke lab-e-KHushk bhii tar kartaa chalaa jaa.uu.n
Yawar Warsi
Ghazal
baa'd ek muddat ke mil rahe the ham dono.n
peshgii badan kar ke raat bhar ziyaafat kii
Mahender Kumar Sani
Ghazal
insaan ye samjhe.n ki yahaa.n dafn KHudaa hai
mai.n aise mazaaro.n kii ziyaarat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
ka.abe ko dil kii ziyaarat ke liye jaataa huu.n
aastaana hai haram mere sanam-KHaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mash.huur ho ga.ii hai ziyaarat shahiid kii
KHuu.n-kushta aarzuu kaa banaa hai mazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye zaruurii thaa ki ham dekhte qilo.n ke jalaal
umr bhar ham ne mazaaro.n kii ziyaarat kii hai