SEARCH RESULTS
Showing search results for "parsaa"
BOOKS MATCHES FOR "parsaa"
Muqaddamat-e Alamgiri
Aali Hazrat Sultan Bahadur Ghazi Aurangzeb Alamgir ke hukam o awamir o marasilat par muqaddama aur tafseeli tabsara jismein Islam mein fan-e insha aur shahanah murasilat ki tareekh Hindustan ke seigha-e insha ka haal aur insha ke usool aur khaas Alamgir ki insha par bahas, uski tareekh ke makhiz, aur Alamgir ki paidaish se biradaranah jang tak ke tamam waqiat o sawaneh par khud us ke khutoot o ruqa'at ki raushni mein tanqeedi nigah daali gayi hai.
Author: Syed Najeeb Ashraf Nadvi
Editor: Maulwi Masood Ali Nadwi
Sawaneh Hayat
Shri 108 Swami Ram Tirath Ji M.A., jis mein un ke ta'leemi-o-gurihbat ke sahih halaat un ke 124 khutoot ki bina par darj kiye gaye hain, neeiz woh tamaam umoor jo Shri Narayan Swami aur digar ki la-ilmi ya adam waaqfiyat ki wajah se tab' na hue the, Ram Premiyon ke bohot arth liye gaye hain.
Author: Sri R S Narayan Swami
1933