SEARCH RESULTS
Showing search results for "parsaa"
Ghazal MATCHES FOR "parsaa"
Ghazal
husn-e-be-hijaab par ko.ii parda Daal lo
tum use sanam kaho mai.n use KHudaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
dil KHataavaar-e-nazar paarsaa tasviir-e-anaa
vo bashar hai ki farishta hai KHudaa hai kyaa hai
Naqsh Layalpuri
Ghazal
allaah rii gumrahii but o but-KHaana chho.D kar
'momin' chalaa hai kaa'ba ko ik paarsaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
zulm se gar zab.h bhii kar do mujhe parvaa nahii.n
lutf se Dartaa huu.n ye merii qazaa ho jaa.egaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
sharaab-e-ishq kii azmat se jo kare inkaar
vo paarsaa bhii agar ho to paarsaa na kaho
Shaer Fatahpuri
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
kisii ke kam hai.n kisii ke bahut magar zaahid
gunaah karne ko kyaa paarsaa nahii.n karte
Muztar Khairabadi
Ghazal
kah do ki be-vazuu na chhu.e us ko mohtasib
botal me.n band ruuh kisii paarsaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
be-parda Gair paas use baiThaa na dekhte
uTh jaate kaash ham bhii jahaa.n se hayaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
Syed Arif
Ghazal
Divakar Rahi
Ghazal
shor-e-qulqul ye kyuu.n hai duKHtar-e-raz
kyaa kisii paarsaa se la.Dtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo paarsaa ho to kyuu.n imtihaa.n se Darte ho
ham e'tibaar kaa miizaan le ke aa.e hai.n
Manzar Bhopali
Ghazal
maKHsuus kis ke vaaste hai rahmat-e-tamaam
puuchhe.nge ek din ye kisii paarsaa se ham