SEARCH RESULTS
Showing search results for "'jauhar'"
Ghazal MATCHES FOR "'jauhar'"
Ghazal
jalva az-bas-ki taqaazaa-e-nigah kartaa hai
jauhar-e-aa.ina bhii chaahe hai mizhgaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vahshat-e-KHvaab-e-adam shor-e-tamaashaa hai 'asad'
jo maza jauhar nahii.n aa.iina-e-ta.abiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jannat hai terii teG ke kushto.n kii muntazir
jauhar savaad-e-jalva-e-mizhgaan-e-huur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
maanaa ye zindagii hai farebo.n kaa silsila
dekho kisii fareb ke jauhar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hai kis ke bal pe hazrat-e-'jauhar' ye ruu-kashii
Dhuu.nDe.nge aap kis kaa sahaaraa KHudaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
fitrat ne mujhe baKHshe hai.n jauhar malaakuutii
KHaakii huu.n magar KHaak se rakhtaa nahii.n paivand
Allama Iqbal
Ghazal
bech aa.e sar-e-qarya-e-zar jauhar-e-pindaar
jo daam mile aise munaasib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
dar-KHur-e-arz nahii.n jauhar-e-bedaad ko jaa
nigah-e-naaz hai surme se KHafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
jauhar-shanaas nazro.n se ojhal nahii.n thaa mai.n
kyuu.n ko.ele kii kaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
kaun hai.n ham se sivaa naaz uThaane vaale
saamne aa.e.n jo dil aur jigar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
jauhar-iijaad-e-KHat-e-sabz hai KHud-biinii-e-husn
jo na dekhaa thaa so aa.iine me.n pinhaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bazm me.n yaaro.n kii shamshiir ke jauhar dekho
razm me.n lekin talvaaro.n ko myaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye bhii kuchh baat hai phir vasl na ho ai 'jauhar'
ra.nj raahat se hu.aa ranj se raahat hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
jiit ke ko.ii aa.e tab haar ke ko.ii aa.e tab
jauhar-e-teG sharm hai aur niyaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ek ek qatre kaa mujhe denaa pa.Daa hisaab
KHuun-e-jigar vadii.at-e-mizhgaan-e-yaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tum yuu.n hii samajhnaa ki fanaa mere liye hai
par Gaib se saamaan-e-baqaa mere liye hai