SEARCH RESULTS
Showing search results for ",AHKM"
Ghazal MATCHES FOR ",aHKm"
Ghazal
marg-e-'jigar' pe kyuu.n tirii aa.nkhe.n hai.n ashk-rez
ik saaneha sahii magar itnaa aham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
salb-e-biinaa.ii ke ahkaam mile hai.n jo kabhii
raushnii chhuune kii KHvaahish ko.ii shab-zaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
likhaa kare ko.ii ahkaam-e-taala-e-mauluud
kise KHabar hai ki vaa.n jumbish-e-qalam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dil ke KHuu.n karne kii kyaa vajh va-lekin naa-chaar
paas-e-be-raunaqi-e-diida aham hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dil par hazaar tarah ke auhaam chhaa ga.e
ye tum ne kyaa kiyaa mirii duniyaa me.n aa ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
har jazba-e-betaab ke ahkaam hazaaro.n
har lamha-e-be-KHvaab ke israar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
nahii.n shaahraah-e-auhaam ba-juz aa.nsuu-e-rasiidan
tirii saadgii hai Gaafil dar-e-dil pe paasbaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
ye us kaa aham pyaar me.n Dhal jaa.e to achchhaa
rassii to jalii bal bhii nikal jaa.e to achchhaa
Alok Yadav
Ghazal
ye tai kiyaa jo mai.n ne junuu.n tak mai.n jaa.uu.ngaa
ye marhala aham hai mire iztiraab kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
mil ga.ii raah-e-yaqii.n manzil-e-auhaam ke baad
jalve hii jalve nazar aa.e dar-o-baam ke baad
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
mujh ko duniyaa se hai ummiid vafaa kii ab tak
ko.ii bhii is tarah sar-gashta-e-auhaam na ho
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Gam-e-hayaat kii ta.aliim-o-tarbiyat ke liye
tirii nigaah ke ahkaam lete rahte hai.n