SEARCH RESULTS
Showing search results for ",DIj7"
Ghazal MATCHES FOR ",Dij7"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
rahe na jaan to qaatil ko KHuu.n-bahaa diije
kaTe zabaan to KHanjar ko marhabaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa idhar kuchh tez kar diije gharo.n kii raushnii
yaa udhar kuchh raunaq-e-baazaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
merii tahriir-e-nadaamat kaa na diije kuchh javaab
dekh liije aur taGaaful-aashnaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Ghazal
naza.a kaa ab vaqt hai itnaa to kah diije 'rashiid'
aane vaale jald aa ye aaKHirii aavaaz hai
Rasheed lakhnavi
Ghazal
shikva nahii.n hai arz hai mumkin agar ho aap se
diije mujh ko Gam zaruur dil jo miraa uThaa sake
Hakeem Nasir
Ghazal
jo mujhe jaisaa samajhtaa hai samajhne diije
apne baare me.n kahaa.n tak mai.n safaa.ii duu.ngaa
Aalam Nizami
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
paan khaayaa hai to is vaqt bhii laazim hai yahii
ek bosa hame.n diije lab-o-dandaan kii KHair
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
phir se aa jaa.egii dekho tan-e-be-jaan me.n jaan
aap aavaaz to diije zaraa diivaane ko
Fana bulandshahri
Ghazal
visaal jalva tamaashaa hai par dimaaG kahaa.n
ki diije aa.ina-e-intizaar ko pardaaz
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.ine ko ruu-ba-ruu aane na diije yaar ke
shaane se 'aatish' mizaaj-e-zulf barham kiijiye